news

Wednesday 20 July 2016

JAG GHUMIYA LYRICS (FEMALE) – SULTAN SONG

Jag Ghoomeya Lyrics



Na woh akhiyan roohani kahi
Na woh chehra noorani kahi
Kahi dil wali baatein bhi na
Na woh sajri jawani kahi

Jag ghumiya thare jaisa na koi
Jag ghumiya thare jaisa na koi

Na toh hasna rumani kahi
Na toh khusbu suhani kahi
Na toh rangli adaye dekhi
Na toh pyaari si nadani kahi
Jaisa tu hai waisa rehna

Jag ghoomeya thaare jaisa na koi
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi (x2)

Barishon ke mausam ki
Bheegi haryali tu
Sardiyon mein gaalon pe
Jo aati mere laali tu

Raaton ka sukoon..
Raaton ka sukoon bhi hai
Subah ki azaan hai
Chahaton ki chaadaron mein
Kare rakhwali tu

Kabhi haq saare rakhta hai
Kabhi samjhe begani kahi
Tu toh jaanta hai marke bhi
Mujhe aati hai nibhani kahi
http://www.lyricsted.com
Wo karna jo hai kehna

Jag ghoomeya thare jaisa na koi
Jag ghoomeya thare jaisa na koi

Apne naseebon mein ya
Honsle ki baaton mein
Sukhon aur dukhon wali
Saari saugaton mein

Sang tujhe rakhna hai
Sang tujhe rakhna hai
Tere sang rehna
Meri duniya mein bhi
Mere jazbaton mein

Teri milti nishani kahi
Jo hai sab ko dikhani kahi
Main toh jaanti hai marke bhi
Tujhe aati hai nibhani kahi
Wo hi karna hai jo hai kehna

Jag ghumiya thaare jaisa na koi
Jag ghumiya thaare jaisa na koi (x2)



No comments:

Post a Comment