news

Showing posts with label Aakanksha Sharma. Show all posts
Showing posts with label Aakanksha Sharma. Show all posts

Saturday, 3 September 2016

Main Adhoora Lyrics – Beiimaan Love | Sunny Leone

Main Adhoora Lyrics – Beiimaan Love | Sunny Leone


Meri pyaasi zindagani
Dhoondhe teri nami
Saari duniya paas mere
Phir bhi teri kami..

Main adhoora.. main adhoora..
Main adhoora.. tere baghair (x2)

Lamho mein hai teri agan woh
Main jal raha.. teri pyaas mein

Aagosh ko hai chaahat teri
Main bann gayi hoon raahat teri
Tujhko mehsoos karne lagi hoon
Khud se zyada, khud se zyada

Main adhoori.. main adhoori..
Main adhoori.. tere baghair (x2)

Lab se tere.. shabnam chunu wo..
Lipta rahun.. tere jism se

Mere badan mein aisi tapish
Jo hai badhati teri kashish
Jism teri panaaho mein aake
Gumshuda hai.. gumshuda hai..

Main adhoori.. main adhoori..
Main adhoori.. tere baghair (x2)

Tuesday, 26 July 2016

Dhal Jaun Main Lyrics – Rustom | Jubin Nautiyal, Aakanksha Sharma

Dhal Jaun Main Lyrics – Rustom | Jubin Nautiyal, Aakanksha Sharma


Tere bina jeena kya
Tere bina jeena kyun (x2)

Tujhe kaise bataun yaara
Tere bin mujhpe kya guzre
Woh zindagi hai hi nahi
Jo tujhse judaa guzre

Dhal jaun main tujhme
Ghul jaun main tujhme
Mil jaun main tujhme yaara..

Dhal jaun main tujhme
Ghul jaun main tujhme
Mil jaun main tujhme yaara yaara..

Kahin se bhi chalun main
Kahin se guzru main
Tujhi se aa milun main yaara

Zara sa sirphira hoon
Zara sa bawra hoon
Jaisa bhi hoon tera hoon yaara

Teri palkon tale meri saans chale
Meri saans chale tere dum se

Dhal jaaun main tujhme
Ghul jaaun main tujhme
Mil jaaun main tujhme yaara..

Dhal jaun main tujhme
Ghul jaun main tujhme
Mil jaun main tujhme yaara yaara..

Tu kaagzon pe dil ke
Likha hua hai tab se
Duniya mein hoon main jabse yaara

Tu mera ho chuka hai
Dil phir bhi maangta hai
Har lamha tujhko Rabb se yaara

Mera tere siva koi aur nahi
Tu na hona khafa kabhi mujhse

Dhal jaun main tujhme
Ghul jaun main tujhme
Mil jaun main tujhme yaara..

Dhal jaun main tujhme
Ghul jaun main tujhme
Mil jaun main tujhme yaara yaara..