news

Showing posts with label Legend of Michael Mishra. Show all posts
Showing posts with label Legend of Michael Mishra. Show all posts

Friday, 22 July 2016

PHIR TU LYRICS – Legend of Michael Mishra | Sakina Khan

PHIR TU LYRICS – Legend of Michael Mishra | Sakina Khan

Kuch boondein hain
Palkon pe baaki
Bhoolun kaise
Yaadein hain kaafi
Chalna mujhko.. ab akele
Kisko bolun baatein jo baaki

Tu hai nahi, tu tha nahi
Maane hai kyun nahi

Phir tu meri
Aankhon se beh gaya
Banke boondein
Mujhse tu bichad gaya

Beete na tujhpe
Mujhpe jo guzar gaya
Banke boondein…

Har din, har pal
Tera aur ban gaya
Par tu mujhko
Kuch aisa keh gaya

Beete na tujhpe
Mujhpe jo guzar gaya
Banke boondein…

Phir tu meri
Aankhon se beh gaya
Banke boondein
Mujhse tu bichad gaya… haa!

Aankhon mein
Jo sach hai
Palkon se woh chupta nahi
Ab yeh dil kiska hai
Rukne se woh rukta nahi

Kab se main hoon
Aur kab se tu yahan
Chupke se jo
Ban jaye aansu zabaan

Phir tu meri
Aankhon se beh gaya
Banke boondein
Mujhse tu bichad gaya

Beete na tujhpe
Mujhpe jo guzar gaya
Banke boondein…

Mujhse tu bichad gaya… haa!

ISHQ DI GAADI LYRICS – Legend of Michael Mishra

ISHQ DI GAADI LYRICS – Legend of Michael Mishra

Ude kabootar dil ke ander
Tak tak ankhiyan ladi
Jiyera mein aise lad gaye peche
Patang ye kiski kati (x2)

O ishq di gaadi chal padi
O ishq di gaadi (x4)

O…
O rangrej mere mujhko kaisa rang diya
Nazredari aur sookha hi thug liya
Tere kajrare naino ne jaadu kiya
Har saans ko maine naam tere kar diya

Tere pair ki payal chamke jab dhoop mein
Kar deti hai bawra pal mein

Dil ka engine chuk chuk karta
Seetiyan dekh bajaye
Aaja re balma dekh ye signal
Dandi bhi hari dikhaye

O ishq di gaadi chal padi
O ishq di gaadi (x2)

Ishq di…