news

Showing posts with label Raaz Reboot. Show all posts
Showing posts with label Raaz Reboot. Show all posts

Sunday, 21 August 2016

YAAD HAI NA Lyrics – Raaz Reboot | Arijit Singh

YAAD HAI NA Lyrics – Raaz Reboot | Arijit Singh

Wo mere aane pe khil jaana tera
Wo mere jaane pe chid jaana tera
Wo mere chhune pe chhil jaana tera
Yaad hai na…

Wo paas aane pe pighal jaana tera
Boond boond mujhpe baras jaana tera
Til til mujhko woh tarsana tera
Yaad hai na, yaad hai na, yaad hai na..

Honthon se palkon ko kholna
Palkon pe dardon ko tolna
Dardon ko chadar mein chhodna

Jo tere takiye pe neendein thi padi
Jo teri neendon mein raatein thi dhali
Jo teri raaton mein saansein thi chali
Yaad hai na, yaad hai na, yaad hai na..

Aaja na phir se chaand tale
Main aur tu ek sath jale
Main aur tu ek sath bujhe

Wo mere aane pe khil jaana tera
Wo mere jaane pe chid jaana tera
Wo mere chhune pe chhil jaana tera
Yaad hai na..

Wo.. paas aane pe pighal jaana tera
Boond boond mujhpe baras jaana tera
Til til mujhko tarsana tera
Yaad hai na, yaad hai na, yaad hai na..

Tuesday, 16 August 2016

LO MAAN LIYA Lyrics – Raaz Reboot Song | Arijit Singh

LO MAAN LIYA Lyrics – Raaz Reboot Song | Arijit Singh


Lo maan liya humne
Hai pyar nahi tumko
Tum yaad nahi humko
Hum yaad nahi tumko

Bas ek dafaa mudke dekho
Aye yaar zara humko
Lo maan liya humne
Hai pyar nahi tumko

Lo maan liya dekha hi nahi
Tere kaandhe ka wo til
Lo maan liya toota hi nahi
Tere hathon se mera dil

Chhaaon mein teri beeti hi nahi
Wo garmi ki baatein
Baahon mein teri guzri hi nahi
Wo sardi ki raatein

Lo maan liya humne
Aitbaar nahi tumko
Tum yaad nahi humko
Hum yaad nahi tumko