news

Showing posts with label Bajirao Mastani. Show all posts
Showing posts with label Bajirao Mastani. Show all posts

Thursday, 21 July 2016

Aaj Ibaadat Lyrics – Bajirao Mastani | Javed Bashir

Aaj Ibaadat Lyrics – Bajirao Mastani | Javed Bashir


Aaj Ibaadat Lyrics

Om mangalam bhagwan Vishnu
Mangalam garud dhwaja 
Om jai jai om aa..
Mangalam pundarikaaksham
Manglaaye tano Hari

Aaj ibaadat…
Aaj ibaadat ru-ba-ru ho gayi
Ru-ba-ru ho gayi
Jo maangi thi.. jo maangi thi
Uss duaa se guftgu ho gayi

Aa..
Mere Maula, Mere Maula
Mere Maula, Mere Maula
Tera shukriya

Aaj ibaadat ru-ba-ru ho gayi
Ru-ba-ru ho gayi

Dard ke andheron se
Aa gaye ujaalon mein
Ishq ke charagon ka
Noor hai khayalon mein (x2)

Nazron se teri chaak
Dil pe raffu ho gayi
Dil pe raffu ho gayi

Mere Maula, Mere Maula
Mere Maula, Mere Maula
Tera shukriya

Aaj ibaadat ru-ba-ru ho gayi
Om mangalam bhagwan vishnu (Maula..)
Mangalam garuda dhwaja (Mere Maula..)
Om mangalam pundarikaaksham (Maula..)
Manglaaye tano Hari (Maula…)

FITOORI LYRICS – Bajirao Mastani

FITOORI LYRICS – Bajirao Mastani



Fitoori Lyrics


O…
(Marathi)
Ho.. leke aayi hoon main ishq ja nazrana
Jaanu main palkon se meh ko chhalkana
Main hoon fitoori

Dono aakhon se baandhungi tana bana
Tera dil ye bharega jurmana
Main hoon fitoori

Doon main chahat raahat thodi si
Pal do pal shohbat thodi si
Phisla doon niyat thodi si

Haaye!
Ho.. leke aayi hoon main ishq ja nazrana
Jaanu main palkon se meh ko chhalkana
Main hoon fitoori

Ae…
(Marathi)
Ha.. leke aayi hoon main ishq ja nazrana
Jaanu main palkon se meh ko chhalkana
Main hoon fitoori

Mere iraade hain aadhe se waade hain
Mera har rang nirala
Jo bhi mila de nazar iss nazar se
Bana dil phenkne wala

O… mere iraade hain aadhe se waade hain
Mera har rang nirala
Haan.. jo bhi mila de nazar iss nazar se
Bana dil phenkne wala

Doon main aadat rangat thodi si
Chamka doon kismat thodi si
Fisla doon niyat thodi si

Aa.. leke aayi hoon main ishq ja nazrana
Jaanu main palkon se meh ko chhalkana
Main hoon fitoori

Dono aakhon se baandhungi tana bana
Tera dil ye bharega jurmana
Main hoon fitoori

(Marathi)
Mera bebaak saaya
Hai ye bebaak saaya
Mera bebaak saaya
Hai ye bebaak saaya
Oh ho daaji baga ji baa
Sunlo ji ba sunlo daaji ba
Karwate tumko bhi ye bebaak ji

(Marathi)

Mohe Rang Do Laal Lyrics – Bajirao Mastani | Shreya Ghoshal

Mohe Rang Do Laal Lyrics – Bajirao Mastani | Shreya Ghoshal


Mohe Rang Do Laal Lyrics

Mohe rang do laal
Mohe rang do laal
Nand ke laal laal
Chhedo nahi bas rang do laal
Mohe rang do laal

Dekhu dekhu tujhko main hoke nihaal
Dekhu dekhu tujhko main hoke nihaal
Chhu lo kora mora kaanch sa tann
Nain bhar kya rahe nihaar

Mohe rang do laal
Nand ke laal laal
Chhedo naahi bas rang do laal
Mohe rang do laal

Marodi kalaai mori
Marodi kalaai mori
Haan kalaai mori
Haan kalaai marodi.. kalaai mori
Churri chatkai ittrai
Toh chori se garwa lagai

Hari ye chunariya
Jo jhatke se chheeni (x2)

Main toh rangi hari hari ke rang
Laaj se gulaabi gaal

Mohe rang do laal
Nand ke laal laal
Chhedo nahi bas rang do laal
Mohe rang do laal

Mohe rang do laal

MALHARI LYRICS – Bajirao Mastani | Vishal Dadlani, Ranveer Singh

MALHARI LYRICS – Bajirao Mastani | Vishal Dadlani, Ranveer Singh


Malhari Lyrics


Bajne de dhadak dhadak
Dhol taashe dhadak dhadak
Bhandara chidak chidak malhari
Kadak tadak bhadak jhaali
Chatak matak vatak jhaali
Dushman ki dekho jo waat laavli (x3)

Dheere dheere badhi chali, badhi chali
Hai jo thi chingari, choti chingari
Bhari bhari bhari bhari bhari bhari
Hai mann ki almari, aaj almari
Hui satrangi, jhaali satrangi
Hui satrangi thi jo ye raat kaali

Ae kadak tadak bhadak jhaali
Chatak matak fatak jhaali
Dushman ki dekho jo waat laavli

Chaka chaka chaka chaka chaka chaka chaund
Apni basti re jhaali basti re
Rapa rapa rapa rapa rapa rapa rap
Saare masti mein
Doobe masti mein

Badi atrangi, hui attrangi
Badi atrangi apni ye jeet jhaali

Ae kadak tadak bhadak jhaali
Chatak matak fatak jhaali
Dushman ki dekho jo waat laavli

Bajne de dhadak dhadak
Dhol taashey dhadak dhadak
Bhandara chidak chidak malhari
Kadak tadak bhadak jhaali
Chatak matak vatak jhaali
Dushman ki dekho jo waat laavli (x2)

AAYAT LYRICS – Bajirao Mastani | Arijit Singh

AAYAT LYRICS – Bajirao Mastani | Arijit Singh

Aayat Lyrics

Tujhe yaad kar liya hai
Tujhe yaad kar liya hai 
Aayat ki tarah
Aayat Meaning: Verses from Quran are called “Aayat”
Kaayam tu ho gayi hai
Kaayam tu ho gayi hai
Rivayat ki tarah

Tujhe yaad kar liya hai
Marne talak rahegi
Marne talak rahegi
Tu aadat ki tarah

Tujhe yaad kar liya hai
O tujhe yaad kar liya hai
Aayat ki tarah

Ye teri aur meri
Mohabbat hayat hai
Har lamha isme jeena
Muqaddar ki baat hai

Kehti hai ishq duniya jise
Kehti hai ishq duniya jise
Meri jaan-e-mann
Iss ek lafz mein hi chhupi qaaynaat hai..

Mere dil ki raahaton ka tu
Zariya ban gayi hai
Teri ishq ki mere dil mein
Kayi Eid mann gayi hai

Tera zikr ho raha hai
Tera zikr ho raha hai
Ibaadat ki tarah

Tujhe yaad kar liya hai
O tujhe yaad kar liya hai
Aayat ki tarah

Hmm…

Deewani Mastani Lyrics – Bajirao Mastani | Shreya Ghoshal

Deewani Mastani Lyrics


Deewani Mastani Lyrics – Bajirao Mastani | Shreya Ghoshal
Nabhatun aali apsara
Nabhatun aali apsara
Asi sundara saaj sazpunna
Aali aali aali
Aali ga aali..
Kesa madhi maandla gajra
Lokachya nazra khilya tichyavar
Aali aali aali..

Duniyachi pyaari tu
Agrani harni ga
Agrani sundaraa ha ha..
Aali ga aali
Aali ga aali
Aali ga aali
Oh maharani aali..
Aga ga ga ga…

Nazar jo teri laagi main deewani ho gayi
Deewani haan deewani, deewani ho gayi
Mash’hoor mere ishq ki kahaani ho gayi
Jo jag ne na maani toh maine bhi thaani
Kahaan thi main dekho kahaan chali aayi..
Kehte hain ye deewani mastani ho gayi

Mash’hoor mere ishq ki ye kahani ho gayi
Jo jag ne na maani toh maine bhi thaani
Kahaan thi main dekho kahaan chali aayi..
Kehte hain ye deewani mastani ho gayi
Deewani haan deewani, deewani ho gayi

Zakham aisa tune lagaya
Deewani, deewani, deewani, deewani ho gayi
Marham aisa tune lagaya
Ruhaani, ruhaani, ruhaani, ruhaani ho gayi
Pehchaan mere ishq ki ab toh
Pehchaan mere ishq ki ab toh
Rawaani, rawaani, rawaani, rawaani ho gayi

Ho.. mash’hoor mere ishq ki kahani ho gayi
Kehte hai yeh deewani, mastani ho gayi
Haan deewani, haan deewani, deewani ho gayi
Mash’hoor mere ishq ki kahani ho gayi
Jo jag ne na maani toh maine bhi thaani
Kahaan thi main dekho kahaan chali aayi

Kehte hain ye deewani, Mastani ho gayi
Deewani haan deewani, deewani ho gayi

Sab noor noor sa bikhra hai
Ek tu hi khayalon mein utra hai
Bas jhoom jhoom jhoom jhoom jaata hai dil
Tu mastani hai..
Tu deewani hai..
Paakeza hasti hain teri, tu noorani hai..

Sab noor noor sa bikhra hai
Ek tu hi khayaalon mein utra hai