news

Showing posts with label Sultan. Show all posts
Showing posts with label Sultan. Show all posts

Wednesday, 20 July 2016

Tuk Tuk Lyrics – Sultan

Tuk Tuk Lyrics – Sultan


(Doori dard milan hai masti
Duniya mujhko dekh ke hasti
Ishq mera badnaam ho gaya
Kar ke teri husan parasthi)

Koi jogi koi kalandar
Rehta hai apne mein
Koi bhula hua Sikander
Rehta hai apne mein (x2)

Ho.. sajke dikhayegi
Ho.. hans ke bulayegi
Ho.. raj ke nachayegi

Tuk tuk tuk karti chalti
Thari maari zindagi

Re bole, re bole
Dhola dhol dhadak dhin
Dhadak dhin, dhadak dhin

Re tuk tuk tuk tuk karti chalti
Mitthi thari zindagi

Re bole, re bole
Dhola dhol dhadak dhin
Dhadak dhin, dhadak dhin

Apni marzi se banti bigadti
Banti bigadti, banti bigadti
Dhuan nahi, agg nahi phir bhi hai jalti
Oye hoye, oye hoye, oye hoye, oye.. (x2)

It’s a take down!
You gonna hit the ground hard
But life gets you hard and dhobi pachhad

What loving fighting aren’t far apart
You can love the fight
But you cant fight your heart

Apni marzi se banti bigadti, banti bigadti
Dhuan nahi, agg nahi phir bhi hai jalti
Oye hoye, oye hoye, oye hoye, oye hoye..

God of one, and ground starts shaking
Making sounds that you shouldn’t be making
Taking steps out of your comfort zone
And you’re fine to fight most your battles alone

O taare jaisi chal chal hai
Resham hai ya malmal hai
Ya phir gehri daldal hai
Zindagi ya ra ra..

Din din ghati jaati hai
Phasal ye katti jaati hai
Nazar se hatti jaati hai
Zindagi ya ra ra..

Dil samjhe nahi patandar
Rehta hai apne mein
Bas banta phire dhurandar
Rehta hai apne mein (x2)

Ho.. sajke dikhayegi
Ho.. hans ke bulayegi
Ho.. raj ke nachayegi

Tuk tuk tuk karti chalti
Thari maari zindagi

Re bole, re bole
Dhola dhol dhadak dhin
Dhadak dhin, dhadak dhin

Re tuk tuk tuk tuk karti chalti
Mitthi thari zindagi
Re bole, re bole
Dhola dhol dhadak dhin
Dhadak dhin, dhadak dhin (x2)

JAG GHUMIYA LYRICS (FEMALE) – SULTAN SONG

Jag Ghoomeya Lyrics



Na woh akhiyan roohani kahi
Na woh chehra noorani kahi
Kahi dil wali baatein bhi na
Na woh sajri jawani kahi

Jag ghumiya thare jaisa na koi
Jag ghumiya thare jaisa na koi

Na toh hasna rumani kahi
Na toh khusbu suhani kahi
Na toh rangli adaye dekhi
Na toh pyaari si nadani kahi
Jaisa tu hai waisa rehna

Jag ghoomeya thaare jaisa na koi
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi (x2)

Barishon ke mausam ki
Bheegi haryali tu
Sardiyon mein gaalon pe
Jo aati mere laali tu

Raaton ka sukoon..
Raaton ka sukoon bhi hai
Subah ki azaan hai
Chahaton ki chaadaron mein
Kare rakhwali tu

Kabhi haq saare rakhta hai
Kabhi samjhe begani kahi
Tu toh jaanta hai marke bhi
Mujhe aati hai nibhani kahi
http://www.lyricsted.com
Wo karna jo hai kehna

Jag ghoomeya thare jaisa na koi
Jag ghoomeya thare jaisa na koi

Apne naseebon mein ya
Honsle ki baaton mein
Sukhon aur dukhon wali
Saari saugaton mein

Sang tujhe rakhna hai
Sang tujhe rakhna hai
Tere sang rehna
Meri duniya mein bhi
Mere jazbaton mein

Teri milti nishani kahi
Jo hai sab ko dikhani kahi
Main toh jaanti hai marke bhi
Tujhe aati hai nibhani kahi
Wo hi karna hai jo hai kehna

Jag ghumiya thaare jaisa na koi
Jag ghumiya thaare jaisa na koi (x2)



BULLEYA LYRICS – SULTAN

Bulleya Lyrics – Sultan



Kuch rishton ka namak
Hi doori hota hain
Na milna bhi bahot zaruri hota hai

Dum dum, dum dum tu mera
Dum dum, dum dum mera hal (x2)

Tu baat kare yaa na mujhse
Chahe ankhon ka pegaam na le
Par yeh mat kehna arre o pagle
Mujhe dekh na tu
Mera naam na le

Tujhse mera deen dharam hai
Mujhse teri khudayi (x2)

Tu bole toh main ban jaun
Main Bulleh Shah saudai
Main bhi naachun..

Main bhi naachun manau sohne yaar ko
Chalun main teri raah bulleya
Main bhi naachun rijhaun sohne yaar ko
Karu na parwah bulleya

Mera har dum, dum har dum tu (x3)
Mera mehram tu, marham tu
Mera har dum, dum har dum tu (x3)
Maana apna ishq adhoora
Dil na ispe sharminda hai
Poora ho ke khatam hua sab
Jo hai aadha woh hi zinda hai..

Ho bethi rehti hai umeede
Tere ghar ki dehlizon pe
Jiski na parwaaz khatam ho
Dil yeh mera wahi parinda hai..

Bakshe tu jo pyaar se mujhko
Toh ho meri rihaai (x2)

Tu bole toh main ban jaun
Main Bulleh Shah saudai
Main bhi naachun..

Main bhi naachun manau sohne yaar ko
Chalun main teri raah bulleya
Main bhi naachun rijhaun sohne yaar ko
Karu na parwah bulleya

Mera har dum, dum har dum tu (x3)
Tu yaad kare yaa na mujhko
Mere jeene mein andaaz tera
Sar ankhon par hai teri naraazi
Meri haar mein hai koi raaz tera

Shayad meri jaan ka sadka
Maange teri judaai (x2)

Tu bole toh main ban jaun
Main Bulleh Shah saudai
Main bhi naachun..

Main bhi naachun manau sohne yaar ko
Chalun main teri raah bulleya
Main bhi naachun rijhaun sohne yaar ko
Karu na parwah bulleya

Mera har dum, dum har dum tu (x3)
Mera mehram tu, marham tu
Mera har dum, dum har dum tu (x3)

Kuch rishton ka namak
Hi doori hota hain
Na milna bhi bahot zaruri hota hai

440 VOLT LYRICS – SULTAN

440 Volt Lyrics



Haaye dil mera jaise koi
Dish antenna tha
Free kabhi koi channel
Chalta hi na tha
Jude na the wire kahi
Signal bhi na tha
Haryana mere liye Argentina tha

Dil ko mere jaane
Ttune kaisi di traction
Ab dil ke TV mein hai
Tera hi reflection
Kaun jaane tera mera
Kaisa hai connection

Lag gaye 440 volt chhune se tere
Lag gaye 440 volt chhune se tere

Chune se tere ..(x3)
Lag gaye 440 volt chhune se tere
Lag gaye 440 volt chhune se tere

Sapne maine jo daale searching pe
Tere pe hi setting huyi
Haan..
Setting huyi (x3)

Duaa hai ek main phir hum dono
Mujhe yehi waiting hui
Haan..
Waiting hui..(x6)

Dekhoon tujhe toh hota hoon
Main jaane kyu attention
Oh bole tu jo thank you
Toh main bhi bolun mention
Kaun jaane kaisa tera mera hai connection

Lag gaye 440 volt chhune se tere
Lag gaye 440 volt chhune se tere

Chune se tere ..(x3)
Lag gaye 440 volt chhune se tere
Lag gaye 440 volt chhune se tere

Jaagun main TV dekhun raaton ko
Gaane seekhun tere liye
Haan..
Tere liye.. (x3)

Yeh batla kaise kaise aur kya kya
Soche tu bhi mere liye
Haan..
Mere liye.. (x3)
Ho.. Mere liye.. (x3)

Ho tu hai mera ration card
Tu hi mera ration
O chori tere husn pe
Main khud ko deta bhashan
Kaun jaane kaisa tera mera hai connection

Lag gaye, lag gaye
Lag gaye.. (x4)

Lag gaye 440 volt chhune se tere
Lag gaye 440 volt chhune se tere

Chune se tere.. (x3)
Lag gaye 440 volt chhune se tere
Lag gaye 440 volt chhune se tere

JAG GHOOMEYA LYRICS

Jag Ghoomeya Lyrics


Na woh akhiyan roohani kahi
Na woh chehra noorani kahi
Kahi dil wali baatein bhi na
Na woh sajri jawani kahi

Jag ghumeya thaare jaisa na koi
Jag ghumeya thaare jaisa na koi

Na toh hasna rumani kahi
Na toh khusbu suhani kahi
Na woh rangli adaye dekhi
Na woh pyaari si nadani kahi
Jaisi tu hai waisi rehna

Jag ghoomeya thaare jaisa na koi
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi (x2)

Baarishon ke mausam mein
Bheegi hariyali tu
Sardiyon mein gaalon pe
Jo aati hai woh laali tu

Raaton ka sukoon..
Raaton ka sukoon bhi hai
Subah ki azaan hai
Chahaton ki chaadaron mein
Maine hai sambhali tu

Kahin agg jaisi jalti hai
Banne barkha ka pani kahi
Kabhi mann jaana chupke se
http://www.lyricsted.com
Yoon hi apni chalani kahi
Jaisi tu hai waisi rehna

Jag ghoomeya thare jaisa na koi
Jag ghoomeya thare jaisa na koi

Apne naseebon mein ya
Honsle ki baaton mein
Sukhon aur dukhon wali
Saari saugaton mein

Sang tujhe rakhna hai
Sang tujhe rakhna hai
Tune sang rehna
Meri duniya mein bhi
Mere jazbaton mein

Teri milti nishani kahi
Jo hai sab ko dikhani kahi
Tu toh jaanti hai marke bhi
Mujhe aati hai nibhani kahi
Wo hi karna hai jo hai kehna

Jag ghoomeya thaare jaisa na koi
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi (x2)


Baby Ko Bass Pasand Hai Lyrics

Baby Ko Bass Pasand Hai Lyrics

Re lak dhak lak dhak jaatni ke
Haav bhaav mein teji

Re anpadh angadh jaat uttaye
Uske kaun crazy
Woh likhi padhi
Woh laal chadi
Woh hukam karein
Bas khadi khadi
Bohrya sa jaat kare
Hain ji, hain ji, hain ji

Re lak dhak lak dhak jaatni ke
Haav bhaav mein teji

Uski akhiyan English bole
Meri anpadh akhiyan re..
Baithe baithe la gayi dekho
Dil ko mere thagiyan re

Haaye mere paas se hoke
Phir wo DJ se jaake boli
Bhaiya tu decide kariyo
Ki ab beat chale ya goli

Kyunki?
Baby ko bass pasand hai
Baby ko bass pasand hai

Jab woh naache
Mujhko uska face pasand hai
Baby ko bass pasand hai
Baby ko bass pasand hai

Haaye re mere bhole panchi
Padh na ulti pattiyan re
Bhool na mere sath khadi hain
Meri solah sakhiyan re

Tere jaise bade choudhary
Dekhe hain marjaane
Song suna ke English ke
Jo daale desi daane

Kyunki?
Baby ko bass pasand hai
Baby ko bass pasand hai

Hmm.. Baby ko bass pasand hai
Hey jaane yeh kaisa asar hua hai
Hashar hua hai dil ka jo
Tujhe hai dekha
Jaise hoon bhoola
Bakki saari duniya ko

Shamelessly pichhe tu pada hai
Definitely dheeth bada hai
Khudko tu samjhe cool bada hai
Par fool bada hai

Gusse mein red red yeh face pasand hai
Baby ko bass pasand hai
Hoye baby no bass pasand hai

Now chori wanting dance
But chora want romance
So chora bole DJ se
There’s no taking chance

Dono hath hawa mein karke naache
Chori ghani se modern
Baby se jo panga lega ho jayegi problem

Chori chori dikh se fire se
Sab ladko ki desire se
Yo chalta phir ta fashion show
Baby bijli ki nangi wire se
Lyrics http://www.lyricsted.com
Main paagal ho gaya tere piche
Dil mera teri heel ki niche
Tak tak bajti je jo dance floor pe

Ankhein neeche..
Speaker ka volume usko tez pasand hai
Baby ko bass pasand hai
Baby ko bass pasand hai

Jab wo naache
Mujhko uska face pasand hai
Baby ko bass pasand hai
Baby ko bass pasand hai

Re lak dhak lak dhak jaatni ke
Haav bhaav mein teji
Baby ko bass pasand hai

Re lak dhak lak dhak jaatni ke
Haav bhaav mein teji
Baby ko bass pasand hai (x2)