news

Showing posts with label boss. Show all posts
Showing posts with label boss. Show all posts

Friday, 11 October 2013

Party All Night Lyrics



Aaj botallan khullan do
Daaru-sharu dhullan do
Whiskey da peg laga ke
Saari duniya bhullan do
Party all night
Party all night
Party all night
We do party all night

Sun lo saari duniya waalo
Jitna bhi tum zor laga lo
Karenge party saari raat
Kaan* mein dum hai toh band karwa lo
Party all night
Party all night
Party all night
We do party all night 

Sun lo saari duniya waalon
Jitna bhi tum zor laga lo
Karenge party saari raat
Kaan* mein dum hai toh band karwa lo
Aaj botallan khullan do
Daaru-sharu dhullan do
Whiskey da peg laga ke
Saari duniya bhullan do

Bajate raho.. sabki
Bajate raho.. sabki
Bajate raho.. sabki
Bajate ro!

Party all night
Party all night
We do party all night! (x2)

Jisne bhi party hai karni
Aa jaao mere ghar ke bheetar
Daaru peekar
Khaane ko hai murga bheetar
Noida, Gurgaon, Delhi ki chhoriyan aayi hain
Saath mein Yo Yo ki CDiyan bhi laayi hain

Sawaari samaan ki
Ib khud jimmedar hain
Kar lo party saari raat
Kal itwaar hai
Music bajega loud
To aunty police bula legi
Ib aunty ne jaa ke keh do
Ye party yun hi chaalegi
Party all night
Party all night
Party all night
We do party all night

Aunty police bula legi
Aunty police bula legi
Aunty police bula legi
Aunty police bula legi!
Phir bhi party yunhi chaalegi
Party yun hi chaalegi
Party yun hi chaalegi
Ib party yun hi chaalegi

Sunlo sari duniya waalon
Jitna bhi tum zor laga lo
Karenge party sari raat
Kaan* mein dum hai to band karwa lo
Aaj botallan khullan do
Daaru-sharu dhullan do
Whiskey da peg laga ke
Saari duniya bhullan do

Bajate ro.. sabki
Bajate ro.. sabki
Bajate ro.. sabki
Bajate ro!

Party all night
Party all night
Party all night
We do party all night (x2)

Khulli daaru, khulla khaana
Har koi bole ghar nahi jaana
Daddy ko tu kar de message
Aa ja ri kar ke bahaana
Party ho ri bahut bhayankar
Party ke gajab nazaare
Dikkat hai bas ek baat ki
Gaaon mein hai kayi taau kanwaare
Nikkar waali chhori ne ye Vodka chadha rakhi hai
Ek khatam na ho ri iss se
Doosri mangwa rakhi hai
Naache dekh ri kaise
Aag si laga rakhi hai
Itti si tu hai nahi, huh!
Aafat macha rakhi hai

Party all night
Party all night
Party all night
We do party all night

Aunty police bula legi
Aunty police bula legi
Aunty police bula legi
Aunty police bula legi!
Phir bhi party yun hi chaalegi
Party yun hi chaalegi
Party yun hi chaalegi
Ib party yun hi chaalegi

Sunlo sari duniya waalon
Jitna bhi tum zor laga lo
Karenge party sari raat
Kaan* mein dum hai to band karwa lo
Aaj botallan khullan do
Daaru-sharu dhullan do
Whiskey da peg laga ke
Saari duniya bhullan do

Bajate ro.. sabki
Bajate ro.. sabki
Bajate ro.. sabki
Bajate ro!

Aunty police bula legi
Aunty police bula legi
Aunty police bula legi
Aunty police bula legi!
Phir bhi party yun hi chaalegi
Party yun hi chaalegi
Party yun hi chaalegi
Ib party yun hi chaalegi




BOSS Title Song Lyrics



Make way for the Boss!

Oh mother father listen up! Woah!
Hai gali gali mein shor
Hai boss mein itna zor
Ik bar bhadak jaaye
Toh dharti dega tod

Minister jaise tevar
Har koi leta favour
Apni approach oonchi
Hum toh hain duniya ke Boss!

Habit apni hai desi
Truckon mein full hai AC
Music sunte hai high
Hum toh hain duniya ke boss

BOSS! hai hukum ka ikka
BOSS! hai laakhon ka sikka
BOSS! har jagah pe likkha
BOSS! BOSS! BOSS! BOSS!

BOSS! six pack ka shehanshah
BOSS! bas brand pehanta
BOSS! attitude se banta Boss
BOSS! bb BOSS!

Honey Singh:
Ab apni ke taareef karoon
Uparwale se main daroon
Je koi bane ghana landlord
Une maar ghusand
Neeche main dharoon
Hum Haryana ke iklote King
Bahut hai apni fan following
Par apne ko koi fark ni padta
Woi hai sabka karta-dharta

Dil ka hoon thoda rangeen
Par bhens ke aage na bajata been
Mujhko toh tu aa gi pasand
C'mon baby don't be mean
Aaja tene sair kara doon
Gucci Louis tane diwa doon
Akshay Kumar toh bhai hai apna
Tu bol toh sahi photo kara doon

Hmmm.. Baadshah sabke
Bade bade rehte hain dabke
Shaahi nature..
Large-hearted bande Rab ke (x2)

All world mein apna danka
Phoonke ye dushman ki lanka
Chopper bana le sar ka pankha
De de huki train ko dhakka

BOSS! hai hukum ka ikka
BOSS! hai laakhon ka sikka
BOSS! har jagah pe likkha
BOSS! BOSS! BOSS! BOSS!

BOSS! six pack ka shehanshah
BOSS! bas brand pehanta
BOSS! attitude se banta Boss
BOSS! bb BOSS!

Hey!
Yo listen everybody
The Boss is EverReady
To break and shake it down
To break and shake it down
Shake it down

Boss khiladi hai
Sexy body hai
Haryana mein khud ki pahadi hai
Boss tu hottie thoda naughty hai
Badi cool uski behan ki lori hai (x2)

Ho bande dhurandhar
Duniya hai apne under
Apne order se..
Badle har saal calendar (x2)

Alright hai apne funde
Mind garam par dil ke thande
Test ko khele samajhke one-day
Kar de har dil ko pakka

BOSS! hai hukum ka ikka
BOSS! hai laakhon ka sikka
BOSS! har jagah pe likkha
BOSS! BOSS! BOSS! BOSS!

BOSS! six pack ka shehanshah
BOSS! bas brand pehanta
BOSS! attitude se banta Boss
BOSS! bb BOSS!

Hey! ye sun lo saare
Ye Boss humare
Hey dhunenge tagde
Chattane phaade