news

Showing posts with label Atif Aslam. Show all posts
Showing posts with label Atif Aslam. Show all posts

Tuesday, 16 August 2016

Dil Ye Dancer Ho Gaya Lyrics – Atif Aslam | Actor In Law

Dil Ye Dancer Ho Gaya Lyrics – Atif Aslam | Actor In Law


Kahaaniyon ki ik pari
Hath na kabhi lagi
Aaj meri baahon mein hai

Ye dil khushi se phool ke
Yoon gubaare ki tarah
Nikla mere haathon se hai

Ho mausam hai thanda
Muskuraaye chanda…

Kya kare yeh banda
Dil khushi se uchhal uchhal ke step maare
Dil ye dancer ho gaya
Oh ho ho.. dil ye dancer ho gaya
Tere dil ke channel ka
Michael Jackson ho gaya
Dil yeh dancer ho gaya

Nigaah mill gayi
Kahaani ho gayi
Main tere tu mere zara kareeb ho gayi
Haseen raat hai
O kuch toh khaas hai
Bina hi baadlon ke barsaat ho gayi

Main kis tarah bataaun
Jo dil mein hai chupi
Tu jaanti hai sab kuch
Par kehti kuch nahin

Kahaaniyon ki ik pari
Haath na kabhi lagi
Aaj meri baahon mein hai

Ye dil khushi se phool ke
Yoon gubbare ki tarah
Nikla mere haathon se hai

Ho mausam hai thanda
Muskuraaye chanda…

Kya kare yeh banda
Dil khushi se uchhal uchhal ke step maare
Dil ye dancer ho gaya
Oh ho ho dil ye dancer ho gaya
Tere dil ke channel ka
Michael Jackson ho gaya
Dil yeh dancer ho gaya

Monday, 1 August 2016

Toota Jo Kabhi Tara Lyrics – Atif Aslam – A Flying Jatt

Toota Jo Kabhi Tara Lyrics – Atif Aslam – A Flying Jatt

Kisi sham ki tarah
Tera rang hai khila
Main raat ik tanha
Tu chaand sa mila

Haan tujhe dekhta rahan
Kisi khaab ki tarah
Jo ab saamne hai tu
Woh kaise yakeen bhala

Toota jo kabhi tara sajna ve
Tujhe rab se maanga
Rab se jo maanga mileya ve
Tu mileya toh jaane na dunga main

Woh.. Oh..
Haan ghar mein suni hain
Pariyon ki kahaani
Waisa hi noor tera
Chehra hai tera ruhani

Aa tujhko main apni
Bahon mein chupa lun
Haan apni is zameen ko
Kar doon main aasman bhi
Zindagi rok doon
Main ab tere saamne
Pal do pal jo ruke
Tu mere saath mein

Toota jo kabhi taara sajna ve
Tujhe rab se maanga
Rab se jo maanga mileya ve
Tu mileya toh jaane na dunga main

Itni bhi haseen main nahi o yaara ve
Mujhse bhi haseen toh tera yeh pyaar hai
Haan itni bhi haseen main nahi o yaara ve
Mujhse bhi haseen tera pyaar

Ke tera mera pyaar ye
Jaise khwab aur dua
Haan sach kar rahan inhe
Dekho mera khuda

Toota jo kabhi tara sajna ve
Tujhe rabb se maanga
Rabb se jo maanga mileya ve
Tu mileya toh jaane na dungi main