news

Showing posts with label Palak Muchhal. Show all posts
Showing posts with label Palak Muchhal. Show all posts

Sunday, 28 August 2016

KAUN TUJHE Lyrics – M.S. Dhoni – The Untold Story

KAUN TUJHE Lyrics – M.S. Dhoni – The Untold Story


Tu aata hai seene mein
Jab jab saansein bharti hoon
Tere dil ki galiyon se
Main har roz guzarti hoon

Hawaa ke jaise chalta hai tu
Main ret jaisi udti hoon
Kaun tujhe yun pyar karega
Jaise main karti hoon

Ho ho….
indianbollwoodlyric.blogspot.com
Meri nazar ka safar
Tujhpe hi aake ruke
Kehne ko baaqi hai kya
Kehna tha jo keh chuke

Meri nigahein hain
Teri nigahon ki tujhe khabar kya be-khabar

Main tujhse hi chhup chhup kar
Teri aankhen padhti hoon
Kaun tujhe yoon pyaar karega
Jaise main karti hoon

Sunday, 21 August 2016

Hummein Tummein Jo Tha Lyrics – Raaz Reboot | Papon, Palak Muchhal

Hummein Tummein Jo Tha Lyrics – Raaz Reboot | Papon, Palak Muchhal 
Hummein tummein jo tha
Woh khatam ho gaya
Mod pe aakhiri main reh gaya

Maine koshish bohat bacha lu magar
Pehle dil baad mein ghar jal gaya
Seene mein di jagah maine jis raaz ko
Aankhon se meri wo beh hi gaya

Hum me tum me jo tha
Woh khatam ho gaya
Mod pe aakhiri main reh gaya

Mere liye tu wohi hai
Badla kuch nahi
Khel hai ye waqt ka sab
Bigda kuch nahi

Hai kasam tu aake le chal mujhe phir wahin
Aye masiha mere aa zakham bhar bhi de
Dard mein doobi hui gehraiyan

Wednesday, 27 July 2016

Laapata -Ek tha Tiger KK, Palak Muchhal

Laapata -Ek tha Tiger KK, Palak Muchhal



Aankhon ko yun band karke
Dheeme dheeme gin gin ke
Dhundo humein, hum hain kahaan?
Ho bhoole se fasaane hain
Zameen se begaane hain
Dekho huey hum to hawaa

Dil ke kinare, khwaabon ke neeche
Hai khoya khoya apna jahaan
Main laapata aa aa… tu laapata…
Hosh o hawaas hai laapata

[Latino Music]
Haan ye zidd hai meri
Tujhko hi sochenge ab hum
Roshni ye teri khwaabon mein rakhenge band hum
Haan subaha kab soyi? taare kab jaage?
Hum bhoole hain ki kab kya huaa
Main laapata aa aa… tu laapata…
Hosh o hawaas hai laapata

[Latino Music]
O O…
Le rahe thhe saansein
Zinda nahi the kabhi hum
Dil ye tujhko de ke
Dhadkan se waaqif huey hum
Haa tujh mein hi gum hain
Tujh mein hi khoye
Ab dar se tere jaana kahaan?
Main laapata aa… tu laapata…
Hosh o hawaas hai laapata

Friday, 22 July 2016

Kabir Most Wanted Munda Lyrics – Ki and Ka | Arjun Kapoor

Kabir Most Wanted Munda Lyrics – Ki and Ka | Arjun Kapoor

Most wanted!

Most wanted!

Most wanted munda (x4)
Mujhme hai hazaar khubiyan

Koi ni hega like him
Mile na mere jaisa koi
Smile teri kardi hai kill (x2)

Saare shehar mein dhoonde

Toh ik bas main hoon only
Oh sohni kehndi meet me just let me know
Baby when you are lonely

Har ladki soche kaash ye life mein

Ye hunda, hunda, hunda ae

Main hoon most wanted munda

Kehti hai har kudi
Haan main hoon most wanted munda
Kehti hai har kudi
Yo I’m most wanted munda
Kehti hai har kudi

(Arjun Kapoor)

Munda can shop, munda can chop
Kehndi bargaining mein hai top
Munda hega smart, master of the art
Iske toh seene mein kudiyon wala heart

He doesn’t need to make any money shoney

Money shoney, money shoney
But he feels on top like a honey bunny
Honey bunny, honey bunny
You won’t fall in love with him the chances are slim
There’s nobody hega like him

Munda yeh perfect hai

Charcha hai iske naam ka
Special Rabb ne banaya hai
Bas yehi toh hai ik kaam ka (x2)

Mere hi naam se haseeno ki

Chalti hai heartbeat
Mere hi vaaste kudiyon mein
Hoti hai maar-peet
Laakhon mein se hai yaar mujhko
Dhoonda, dhoonda, dhoonda

Main hoon most wanted

Sabse zyada
Most wanted munda
Kehti hai har kudi

Haan main hoon most wanted munda

Kehti hai har kudi
Yo I’m most wanted munda
Kehti hai har kudi (x2)

(Most wanted munda…)