news

Showing posts with label Armaan Malik. Show all posts
Showing posts with label Armaan Malik. Show all posts

Friday, 26 August 2016

BESABRIYAAN Lyrics – M.S. Dhoni Movie Song | Sushant Singh

BESABRIYAAN Lyrics – M.S. Dhoni Movie Song | Sushant Singh

Raaste bhaage

Paanv se aage
Zindagi se chal
Kuch aur bhi maange (x2)

Kyun sochna hai jaana kahaan

Jaaye wahin le jaaye jahaan
Besabriyaan, besabriyaan
Besabriyaan, besabriyaan…

Kadmon pe tere baadal jhukenge

Jab tak tujhe ehsaas hai
Jaageer teri tera khajana
Ye tishnagi hai
Ye pyaas hai

Kyun rokna ab ye kaarvan

Jaaye wahin le jaaye jahaan
Besabriyaan, besabriyaan
Besabriyaan, besabriyaan…

Kya ye ujaale

Kya ye andhere
Dono se aage hai manzar tere

Kyun roshni tu baahar talaashe

Teri mashaale hain ander tere..

Kyun dhoondna pairon ke nishaan

Jaaye wahin le jaaye jahaan
Besabriyaan, besabriyaan
Besabriyaan, o.. besabriyaan…

Tuesday, 16 August 2016

O RE PIYA LYRICS – Ek Kahani Julie Ki | Armaan Malik

O RE PIYA LYRICS – Ek Kahani Julie Ki | Armaan Malik


O re piya, o re piya, o re piya..
Tere liye tarse, bin ghata barse
Tere liye tarse, bin ghata barse
Mora jiya…
O re piya, o re piya, o re piya..

Tere liye tarse, bin ghata barse
Tere liye tarse, bin ghata barse
Mora jiya…
O re piya, o re piya, o re piya..

Tadpaye mujhko teri chahat ki baatein
Bojh hai lagti tere bin saansein (x2)

Milti hai yaadein charon pehar se
Tere liye tarse, bin ghata barse
Tere liye tarse, bin ghata barse
Mora jiya…
O re piya, o re piya, o re piya, o re piya…

Aas mein teri jaage
Soye nahi aankhen
Lagti hain sooni
Taaron bhari raatein (x2)

Mayush laute nazar-e-safar se
Tere liye tarse, bin ghata barse
Tere liye tarse, bin ghata barse
Mora jiya… o re piya…

Friday, 22 July 2016

FOOLISHQ LYRICS – Ki and Ka | Armaan Malik, Shreya Ghoshal

FOOLISHQ LYRICS – Ki and Ka | Armaan Malik, Shreya Ghoshal


Foolishq Lyrics

Foolishq foolishq tera mera
Foolishq foolishq tedha medha (x2)

Dil jispe aana naa ho
Uspe hi aata hai kyun
Jis tarfa jaana na ho
Uss tarfa jaata hai kyun
Jata hai kyun…

Foolishq foolishq tera mera
Foolishq foolishq tedha medha
Foolishq foolishq kuch kuch mera
Foolishq foolishq zyada tera

Sansaniyan, tan-mann mein
Gadbadiyan, dhadkan mein
Karta hai, kyun karta hai
Par iski sohbat mein
Rehne ko, phir bhi dil
Karta hai, kyun karta hai

Foolishq thoda hai ye maana
Fool ishq ka hi hai zamana
Dil ko achha lagta hai toh
Aankhen iss se kyun churana
Kismat waalon ko milta hai yeh nazraana

Fool ishq fool ishq tera mera
Accha hi hai tedha medha
Foolishq foolishq tera mera
Foolishq foolishq tedha medha

Honthon pe, aur kuch hai
Par dil mein, aur kuch hai
Dono mein ik toh sach hai

Dil sacha, hoga toh
Sach woh hi bolega
Phir kaisi yeh mach-mach hai

Foolishq dil ki nadaani hai
Dil ki aadat bachkaani hai
Foolishq se hi darta hai yeh
Phir bhi foolishq karta hai yeh
Bhulake bhi bhulaya toh ye jaaye naa

Foolishq foolishq tera mera
Foolishq foolishq tedha medha
Foolishq foolishq tera mera
Acha hi hai tedha medha