news

Wednesday, 20 July 2016

BULLEYA LYRICS – SULTAN

Bulleya Lyrics – Sultan



Kuch rishton ka namak
Hi doori hota hain
Na milna bhi bahot zaruri hota hai

Dum dum, dum dum tu mera
Dum dum, dum dum mera hal (x2)

Tu baat kare yaa na mujhse
Chahe ankhon ka pegaam na le
Par yeh mat kehna arre o pagle
Mujhe dekh na tu
Mera naam na le

Tujhse mera deen dharam hai
Mujhse teri khudayi (x2)

Tu bole toh main ban jaun
Main Bulleh Shah saudai
Main bhi naachun..

Main bhi naachun manau sohne yaar ko
Chalun main teri raah bulleya
Main bhi naachun rijhaun sohne yaar ko
Karu na parwah bulleya

Mera har dum, dum har dum tu (x3)
Mera mehram tu, marham tu
Mera har dum, dum har dum tu (x3)
Maana apna ishq adhoora
Dil na ispe sharminda hai
Poora ho ke khatam hua sab
Jo hai aadha woh hi zinda hai..

Ho bethi rehti hai umeede
Tere ghar ki dehlizon pe
Jiski na parwaaz khatam ho
Dil yeh mera wahi parinda hai..

Bakshe tu jo pyaar se mujhko
Toh ho meri rihaai (x2)

Tu bole toh main ban jaun
Main Bulleh Shah saudai
Main bhi naachun..

Main bhi naachun manau sohne yaar ko
Chalun main teri raah bulleya
Main bhi naachun rijhaun sohne yaar ko
Karu na parwah bulleya

Mera har dum, dum har dum tu (x3)
Tu yaad kare yaa na mujhko
Mere jeene mein andaaz tera
Sar ankhon par hai teri naraazi
Meri haar mein hai koi raaz tera

Shayad meri jaan ka sadka
Maange teri judaai (x2)

Tu bole toh main ban jaun
Main Bulleh Shah saudai
Main bhi naachun..

Main bhi naachun manau sohne yaar ko
Chalun main teri raah bulleya
Main bhi naachun rijhaun sohne yaar ko
Karu na parwah bulleya

Mera har dum, dum har dum tu (x3)
Mera mehram tu, marham tu
Mera har dum, dum har dum tu (x3)

Kuch rishton ka namak
Hi doori hota hain
Na milna bhi bahot zaruri hota hai

440 VOLT LYRICS – SULTAN

440 Volt Lyrics



Haaye dil mera jaise koi
Dish antenna tha
Free kabhi koi channel
Chalta hi na tha
Jude na the wire kahi
Signal bhi na tha
Haryana mere liye Argentina tha

Dil ko mere jaane
Ttune kaisi di traction
Ab dil ke TV mein hai
Tera hi reflection
Kaun jaane tera mera
Kaisa hai connection

Lag gaye 440 volt chhune se tere
Lag gaye 440 volt chhune se tere

Chune se tere ..(x3)
Lag gaye 440 volt chhune se tere
Lag gaye 440 volt chhune se tere

Sapne maine jo daale searching pe
Tere pe hi setting huyi
Haan..
Setting huyi (x3)

Duaa hai ek main phir hum dono
Mujhe yehi waiting hui
Haan..
Waiting hui..(x6)

Dekhoon tujhe toh hota hoon
Main jaane kyu attention
Oh bole tu jo thank you
Toh main bhi bolun mention
Kaun jaane kaisa tera mera hai connection

Lag gaye 440 volt chhune se tere
Lag gaye 440 volt chhune se tere

Chune se tere ..(x3)
Lag gaye 440 volt chhune se tere
Lag gaye 440 volt chhune se tere

Jaagun main TV dekhun raaton ko
Gaane seekhun tere liye
Haan..
Tere liye.. (x3)

Yeh batla kaise kaise aur kya kya
Soche tu bhi mere liye
Haan..
Mere liye.. (x3)
Ho.. Mere liye.. (x3)

Ho tu hai mera ration card
Tu hi mera ration
O chori tere husn pe
Main khud ko deta bhashan
Kaun jaane kaisa tera mera hai connection

Lag gaye, lag gaye
Lag gaye.. (x4)

Lag gaye 440 volt chhune se tere
Lag gaye 440 volt chhune se tere

Chune se tere.. (x3)
Lag gaye 440 volt chhune se tere
Lag gaye 440 volt chhune se tere

JAG GHOOMEYA LYRICS

Jag Ghoomeya Lyrics


Na woh akhiyan roohani kahi
Na woh chehra noorani kahi
Kahi dil wali baatein bhi na
Na woh sajri jawani kahi

Jag ghumeya thaare jaisa na koi
Jag ghumeya thaare jaisa na koi

Na toh hasna rumani kahi
Na toh khusbu suhani kahi
Na woh rangli adaye dekhi
Na woh pyaari si nadani kahi
Jaisi tu hai waisi rehna

Jag ghoomeya thaare jaisa na koi
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi (x2)

Baarishon ke mausam mein
Bheegi hariyali tu
Sardiyon mein gaalon pe
Jo aati hai woh laali tu

Raaton ka sukoon..
Raaton ka sukoon bhi hai
Subah ki azaan hai
Chahaton ki chaadaron mein
Maine hai sambhali tu

Kahin agg jaisi jalti hai
Banne barkha ka pani kahi
Kabhi mann jaana chupke se
http://www.lyricsted.com
Yoon hi apni chalani kahi
Jaisi tu hai waisi rehna

Jag ghoomeya thare jaisa na koi
Jag ghoomeya thare jaisa na koi

Apne naseebon mein ya
Honsle ki baaton mein
Sukhon aur dukhon wali
Saari saugaton mein

Sang tujhe rakhna hai
Sang tujhe rakhna hai
Tune sang rehna
Meri duniya mein bhi
Mere jazbaton mein

Teri milti nishani kahi
Jo hai sab ko dikhani kahi
Tu toh jaanti hai marke bhi
Mujhe aati hai nibhani kahi
Wo hi karna hai jo hai kehna

Jag ghoomeya thaare jaisa na koi
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi (x2)


Baby Ko Bass Pasand Hai Lyrics

Baby Ko Bass Pasand Hai Lyrics

Re lak dhak lak dhak jaatni ke
Haav bhaav mein teji

Re anpadh angadh jaat uttaye
Uske kaun crazy
Woh likhi padhi
Woh laal chadi
Woh hukam karein
Bas khadi khadi
Bohrya sa jaat kare
Hain ji, hain ji, hain ji

Re lak dhak lak dhak jaatni ke
Haav bhaav mein teji

Uski akhiyan English bole
Meri anpadh akhiyan re..
Baithe baithe la gayi dekho
Dil ko mere thagiyan re

Haaye mere paas se hoke
Phir wo DJ se jaake boli
Bhaiya tu decide kariyo
Ki ab beat chale ya goli

Kyunki?
Baby ko bass pasand hai
Baby ko bass pasand hai

Jab woh naache
Mujhko uska face pasand hai
Baby ko bass pasand hai
Baby ko bass pasand hai

Haaye re mere bhole panchi
Padh na ulti pattiyan re
Bhool na mere sath khadi hain
Meri solah sakhiyan re

Tere jaise bade choudhary
Dekhe hain marjaane
Song suna ke English ke
Jo daale desi daane

Kyunki?
Baby ko bass pasand hai
Baby ko bass pasand hai

Hmm.. Baby ko bass pasand hai
Hey jaane yeh kaisa asar hua hai
Hashar hua hai dil ka jo
Tujhe hai dekha
Jaise hoon bhoola
Bakki saari duniya ko

Shamelessly pichhe tu pada hai
Definitely dheeth bada hai
Khudko tu samjhe cool bada hai
Par fool bada hai

Gusse mein red red yeh face pasand hai
Baby ko bass pasand hai
Hoye baby no bass pasand hai

Now chori wanting dance
But chora want romance
So chora bole DJ se
There’s no taking chance

Dono hath hawa mein karke naache
Chori ghani se modern
Baby se jo panga lega ho jayegi problem

Chori chori dikh se fire se
Sab ladko ki desire se
Yo chalta phir ta fashion show
Baby bijli ki nangi wire se
Lyrics http://www.lyricsted.com
Main paagal ho gaya tere piche
Dil mera teri heel ki niche
Tak tak bajti je jo dance floor pe

Ankhein neeche..
Speaker ka volume usko tez pasand hai
Baby ko bass pasand hai
Baby ko bass pasand hai

Jab wo naache
Mujhko uska face pasand hai
Baby ko bass pasand hai
Baby ko bass pasand hai

Re lak dhak lak dhak jaatni ke
Haav bhaav mein teji
Baby ko bass pasand hai

Re lak dhak lak dhak jaatni ke
Haav bhaav mein teji
Baby ko bass pasand hai (x2)

Thursday, 28 November 2013

Dhat Teri Ki Lyrics

Dhat Teri Ki Lyrics



Dil ne zabardasti ki
Maine zara si masti ki
Badhne lagi thi nazdeeqi
It’s going down tonight
Mujhko yaqeen tha
Action ka scene tha
I was buzzing
She was buzzing
We was buzzing Ou..

Aankhon se jo karni thi
Baatein woh besharmi ki
Mujhko galat-fahmi thi
It’s going down tonight
Maine to socha tha
Bas yehi mauqa tha
I was buzzing
She was buzzing
We was leaving but!

Teen sau baar baj gaya telephone
It's Mummy Daddy sayin come on home
I said main nai aana, main nai aana
Dhat teri ki main ghar nai jaana

Dhat teri ki main, dhat teri ki main
Dhat teri ki main ghar nai jaana
Dhat teri ki main, dhat teri ki main
Dhat teri ki main ghar nai jaana
Roka toh kiss my ass
Toka toh kiss my ass
Izzat se kiss my ass
Main ghar nai jaana (x2)

(Nahi jaana....
main ghar nahi jaana... )

Kiya jaaye kuch hothon se
Inn nazron se hai kya karna
Maine-tune jo socha hai
Woh bhi karne se kya darna

Yehi raat hai
Isi raat ke
Issi pal mein kho jaana
Paas aake hum chahe jo karein
Subah bhool tum jaana

Maine ki jo manmaani
Shuru ki jo chhedkhaani
Mere dil mein thi beimaani
Maine usey poochha
Chalo meri jagah chalein
Ya phir teri jagah chale
Woh maani...
(woh maani.. woh maani.. )

Teen sau baar baj gaya telephone
Its Mummy Daddy sayin' come on home
I said main nai aana, main nai aana
Dhat teri ki main ghar nai jaana

Dhat teri ki main, dhat teri ki main
Dhat teri ki main ghar nai jaana
Dhat teri ki main, dhat teri ki main
Dhat teri ki main ghar nai jaana
Roka toh kiss my ass
Toka toh kiss my ass
Izzat se kiss my ass
Main ghar nai jaana (x2)

When I take a little look at you baby baby baby!
It makes me a little crazy.. crazy, crazy
And you n me we are about to have fun
I gotta feeling its about to happen
But, every time we’re about to have fun
Oh, No! say it and saw*

Teen sau baar baj gaya telephone
Its Mummy Daddy sayin' come on home
Say....
Main nahi aana, main nahi aana
Dhat teri ki main ghar nai jana

Dhat teri ki main, dhat teri ki main
Dhat teri ki main ghar nai jaana
Dhat teri ki main, dhat teri ki main
Dhat teri ki main ghar nai jaana
Roka toh kiss my ass
Toka toh kiss my ass
Izzat se kiss my ass
Main ghar nai jaana (x2)





Chingam Chabake Lyrics

Chingam Chabake Lyrics



O re chhore..
Ghuma di kaisi chaabi
Kismat ke hain taale khule

O ri chhori, teri wajah se
Poore saare mere iraade huey
Main ulat gaya..
Main palat gayi..
Dil yeh dobara gaya..

O ri chhori chichori
O chhede hume chingam chabake
Main bhi chhora chhichhora
Chipak jaaun chumbak lagake
Ye garaz hai badi jo chaahe wo kara le
Innocento pe ye chalaaye chaalu chhale
O ri chhori chichori
O chede humein chingum chabake

Aisa hi tha magar
Tune pahchana na mere goodness ko pehle

Thodi si, sharm kar
Bilkul looser tha tu
Mujhse milne se pehle

(Thoda sa useless hai, problem tamanchey
Jaisa hai jo bhi hai)

Chhoro tu mhaaro chhe
Main bigad gayi
O main sudhar gaya
Jab yeh ishara huaa

O ri chhori chhichhori
O chhede hume chingam chabake
Main bhi chhora chichora
Chipak jaaun chumbak lagake
Ye garaz hai badi jo chaahe wo kara le
Innocento pe ye chalaaye chaalu chhale
O ri chhori chhichhori
O chede humein chingum chabake

Neeyat hai bigdi si..
Teri walking bhi, Talking bhi
Chakkar chalaye
Pehle thi angry si
Ab to openly public mein naache nachaye

(Bheje se tattu hai
Par jaisa bhi hai thaaro chhe
Chhora nikhattu hai
Par dil se to saaro chhe)

Main sambhal gayi
O main ulajh gaya
Total karaar aa gaya

O ri chhori chhichhori
O chhede hume chingam chabake
Main bhi chhora chhichhora
Chipak jaaun chumbak lagake
Ye garaz hai badi jo chaahe wo kara le
Innocento pe ye chalaaye chaalu chhale
O ri chhori chhichhori
Main chedi tujhe chingum chabake

O ri chhori chhichhori
O chhedhe hume chewingum chabake...





Heer Lyrics

Heer Lyrics



Haaye teri nazaaqat kya kehne
Tere bholepan pe marr bethe
Ho.. ik jindadi di thi Rab ne humein
Hum tere hawaale kar baithe


Tere roop ki dhoop ka kya kehna
Meri shaamein saver kar deti hain
Ho.. meri jaan pe ban ban aati hai
Jo tu zulf ko jhatka deti hai



Mujhe chand ne ik din poocha tha
Tune mujhsa koi dekha kya?
Ho.. maine hans ke usey sawaal kiya
Tune yaar ko mere dekha kya?



Meri Heer na chhad ke jaa mainu
Teri minnata hazaar main karda haan
Ho.. kiven katni hai tere baad meri
Ehi soch ke te main marda haan



Rab dhoondan niklaa, mill jaana
Par tennu kive main paawanga
Kinnu samne bitha ke ankhiyan de
Haay dil di gal sunawaanga..



Singh Saab The Great Title Song

Singh Saab The Great Title Song Lyrics Sonu Nigam Shreya Ghoshal


Movie: Singh Saab The Great
Song: Singh Sahab The Great
Singers: Sonu Nigam, Teesha Nigam
Lyrics: Sameer, Kumaar

Music: Anand Raj Anand, Sonu Nigam
Hulley.. Hulley..
Hulley.. Hulley..(x2)

Govind Singh de laal etta..
Duniya kehndi sher
Darde nahi hai inpe special
Haigi rab di mehar
Ek tha zindadi rakh de yaara
Baki de naal lapet
Singh Sahab The Great 
Singh Saab The Great..(x2)

Rangla mera sardaar
Tu maahi, ragla mera sardaar..
Naulakkhe se zyada keemti
Ye baahon ka haar..
Aee jaan teri main jaan apni
Jaan mein rakhlaa..
Rangla mera sardaar
Tu maahi, rangla mera sardaar..

Chot lagi haan dil pe phir bhi
Kar dete hain maaf..
Itta apna dard bhula ke
Kar de hain insaaf..
Badle vich ki rakh yaa sab nu..
Gerdan ai jhukey..
Singh Sahab The Great 
Singh Saab The Great..(x2)

Rangla mera sardaar
Tu maahi, ragla mera sardaar..
Rab se bhi zyada soniye
Teri soorat mere yaar..
Aa baith mere samne 
Main tennu takla..
Rangla mera sardaar
Tu maahi, ragla mera sardaar..

Rangla mera sardaar tu mahi
Rangla mera sardaar..
Aa kar loon tujhko pyaar..
O rang le kar loon tujhko pyaar..
Tere ankhiyaan se ab jo main
Hum do mangta..
Rangla mera sardaar tu mahi
Rangla mera sardaar..

Rangla mera sardaar vey saiyyon
Rangla mera sardaar..(x2)

Aee nahi rukde, aee nahi chukde
Honde hain khuddar..
Apne rab di razaa chakhaa di..
Rende ne sardaar..
Rabba sende nahi etta kade vi..
Dushman da koi vaar..

Rabba aan de, aajavega..
chakh leve talvaar..
Aaj viraane, kal viraane..
Likh lo aaj bhi great..
Singh Sahab The Great..
Singh Saab The Great..

Singh Saa..(x8)
Singh Sahab The Great..

Singh Saa...
Singh Sahab The Great..(x3)

Daaru Band Kal Se Lyrics

Singh Saab The Great Lyrics


Daaru Band Kal Se Lyrics


Haaye teri nazaaqat kya kehne
Tere bholepan marr bethe
Ho.. ik jindadi di thi Rab ne humein
Hum tere hawaale kar bethe

Eh kinnu keh rahe ho,
Ennu ya mennu ?

Arey bhabhi peene deejiye,
Mehkashi to nawaabo ka shauq hai!

Mehkashi kya hum kya jaane
Hum toh dilbar ke diwaane
Mehkashi kya hum kya jaane
Hum toh dilbar ke diwaane
Itni si request hai tujhse
Yaar mill gaye hain puraane
Aaj peene de dhang se..

Ho daru band kal se, kal se, kal se
Daaru band kal se (x3)

Siddha-saada banda haa main
Simple jeeta simple jeeta
Siddha-saada banda haa main
Simple jeeta simple jeeta
Andar se demand naa aati
Main na peeta main na peeta
Peg bhar de, peg bhar de
Mainu bhar de daru wale jug se
Ho daaru band...
Ho daaru band...

Ho daru band kal se, kal se, kal se
Daaru bandh kal se (x2)

Ho... ho ho...

Paaji, o paaji mere paaji tussi kita ai kamaal
Parajaai da te ho gya bada bura haal
yeah yeah here we go..

Teri praise mein shair likha hai
Rab mujhe rab bas tujhme dikha hai
Ho teri praise mein shair likha hai
Rab mujhe rab bas tujhme dikha hai
Meri aankhon mein tu padh le
Dil mein tera naam likha hai
Haan kar de, haan kar de
Maine khaayi kasam mujhe **

Ho daru band kal se, kal se, kal se
Daaru bandh kal se (x4)

Ho mehkashi kya hum kya jaane
Hum toh dilbar ke diwaane
Itni si request hai tujhse
Yaar mill gaye hain puraane
Aaj peene de dhang se

Ho daru band kal se, kal se, kal se
Daaru bandh kal se (x3)




Monday, 14 October 2013

Tattad Tattad (Ramji Ki Chaal) Lyrics

Tattad Tattad (Ramji Ki Chaal) Lyrics


Tattad tattad...

Ramji ki chaal dekho
Aankhon ki majaal dekho
Karein ye dhamaal dekho
Arey dil ko tum sambhal dekho (x2)

Arey chaal dekho, dhaal dekho
Ragon mein ubaal dekho

Oh dekho
Oh dekho
Oh dekho, dekho, dekho
Tattad tattad...

Ramji ka pyaar dekho
Seena bhi kataar dekho (x2)

Baatein tez kataar dekho
Tewar ki talwar dekho
Arey aar dekho, paar dekho
Aar dekho, paar dekho
Dil se jude taar dekho
Arey bair se ye bair kare
Prem ki ye dhaal dekho

Oh dekho
Oh dekho
Oh dekho, dekho, dekho
Tattad tattad...

Ramji ke taav dekho
Nazar mein alaav dekho (x2)

Khelein kaise daav dekho..
Bhar de saare ghaav dekho

Arey haav dekho, bhaav dekho
Haav dekho, bhaav dekho
Dhoop mein parchhav dekho
Arey jo bhi sunega jhoome
Chhede aisi taal dekho

Oh dekho
Oh dekho
Oh dekho, dekho, dekho
Tattad tattad...